sifli mokel safaid shair ( white lion ) ko quran pak se dafa karna
Posted by Amel soname | Posted in | Posted on 6:03 AM
0
As salamu allaiqum
ajj main ake new sifli mokel ka bare main apko batata ho jadugar is ko be bejhta ha , bohat he expert jadugar or jo bohat he poorana ho jadu tona ki filed main wohi is ko bejhta ha , her kisi jadugar ko is ka bare main na he itna pata ha or na he kohi khas is se kam lena ka unko tareeqa ata ha , bohat he bare jadugar is ko bolata ha or is se kam layta ha . is sifli mokel ka naam ha sifli mokel safaid sheer , jadugar is ko apna manter kar ka bolata ha or is ko victim ka upper bejh deta ha . jab yeah jinn atah ha to kafi zada pareshaniya dalta ha
is ki alamateen likh deta ho
1 victim ko yeah sheer nazar atah ha yani white sheer nazar ata ha
2 victim ko kabe white sheer nazar atah ha or phir gayab be ho jata ha yani weham feel hota ha
3 victim ko white lion dream main nazar atah ha kuch be karta howa yani khwab mein white shair dekhna
4 is ka ana se ake dam pareshaniya bar jati ha
5 is ka ana se museebaat ake dam se ati ha bare bare
6 kamo main bandish ani shoro ho jati ha
7 nooksan hona shoro ho jata ha
8 ghar main dil nahi lagna
9 apna badam main se ajeeb se smeel ana ya ghar main se smelll ana badbu ki
10 soch main be white shair bar bar ana

Comments (0)
Post a Comment