Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com



hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha



Jadogaro ka darjat

Posted by Amel soname | Posted in | Posted on 1:46 PM

24


as salamu allaiqum

ajkal ka door main jado ka elim se wakif rakh na walay or apna app ko jadogar kehlana walay chota chota sanpo ki tarah both hai laken bar hall in ka darju ko main bayan kar deta ho

1) cho ka her kalam ka tahet sifly or rohani mokilat hai or yeah jadogar per monhasir hota hai ka wo in main se ko mokelat ko taskhir kareen or apna zair asar lahe or in se jahis wa najhis kam karvahe yeah sab kuch jadogar apni zatee mehnat khod atmade or kowatee irade or kisi kamel ostad ki zair nigrani ka moshakat per hai

ahsa jadogar jo arva khabesha ko maskher kar ka apna kam main late hai yeah arva khabesha jadogar ka hakum per kisi ka ghar or makam ya kisi be jaga per apna dera jama late hai or is jaga ka logo ko bohat takleef poucha tee hai is tarah in logo ko us jadogar ka kehna per tange or pareshan karte hai . azyatee or takleef pouchatee hai or in se jadogar apna kam karvata hai choka arva khabesha gayer maklook hai or yeah sewahe ake zabardast jadogar ka kisi ko nazar be nahi atee is liya insane in ka hato beh head pareshan hota hai or is ki samajh main yeah baat theek toor per nahi atee ka us ka sath ho kya raha hai k mera sath bela waja or kisi be zahere alamat k kya ho raha hai arva khabesha ka kam her mamlay ko olat polat karna khana pena ki asia ko napak or us main gandge melana ghar main badbu or khone ki chita or palide pehlana her wo kam karma jo sharahe toor se galat ho
ager cha yeah arva khabesha maskher hona main jadogar ko be had pareshan or mushkelat se do char karte hai laken ager is jadogar ka ustad bohat he bara kamel jadogar ho to phir in mushkelat per wo havi ho kar in ko maskher kar leta hai or phir in se apni marze ka kam leta jata hai laken ahsa jadogar ki tadat anta main namak ka baraber hotee hai is makhlook ka masker karma wala jadogar akser in se duniwe kamo main madat leta hai kio ka deni kamo se is makhlook ko nafrate or chir ate hai or yeah is se koso door khod be baghtee hai is liya apna jadogar ko be is se kinara kashe karna per majboor kartee hai ager jadogar is maklook ko hokum be deen ka deni kam karo to yeah saaf mana kardate hai is makhlook ka jadogar akser gandi jaga per apna basera karta hai ager yeah jadogar kisi ka khilaf ho jahe to us ka jena haram kardeta hai is makhlook ka zarya us ko nooksan pouchata hai meya bewi main nafrate or darar dal deta hai ake dosare se elada kar deta hai ganda or bore kamo ki taraf ragib karta hai ghar ka nezam palat deta hai bacho ko waldeen se bagee kardeta hai karobar main rokawate peda karta hai or insan ajeeb kisam ki washat ,dashat anjana khuf se dochar rehta hai is ki waja se is ki samjh na ki salaheyatee khatam ho jate hai in kharabio ki waja jalad samjh main nahi atee or ager ah be jahe tu kisi simple amel ka bus main yeah sab kuch nahi hota belka is ka toor kisi kamel rohani mohalij ka hath se hota hai jis ka pass mokelat ho jab is makhlook per qurani kora pore zoor se parta hai to yeah makhlook us jaga ko chor kar bagh jatee hai or phir apna jadogar ka hokum ki na sirf khilaf warze karte hai belka apni jan ko pouch na wali azyatu ka badla be is jadogar se late hai or bazz okat is jadogar ki jan lay kar he is ka picha chortee hai bar hall ahse asia ka elajh kisi bohat he mahirana hatho se karana chaheya
2
in ka baad ahse jadogar ka garo ata hai ju pehla se kam tar darje ka hota hai ager cha inho na be arva khabesha or sifly elim ka fan hasil kiya hota hai laken in ka nafs main kisi be kam ko begar lalch ka karna haram karar deya hai
akser ahse jadogar hindowana davat perte hai or hanoman , kalaka dave or na jana kon kon se dave ,daota ko takseer kar ka apna kam chalata hai in ka kamo main masan dalna or mayade kam karvana hota hai yeah jadogar ahse bad arva ko insan per mosalat kar deta hai or is ka meyad k onder onder wo arva apna kam kar ka wapious jadogar ka pass pouch jatee hai in arva se kisi ka hasta basa ghar ojara jata hai
3 is ka baad ahse jadogaro ka gero ata hai jo apna karam ka tahat mazbah khano , qurban gaho per amal karte hai or ahse maklook ko zair elim kar leta hai jo in se sifly amal ka kam leta hai ahse maklook jadogar ka kehna per ghar main khone ka chita lagate hai afrad khana ko azyat or takleef date hai or in ko her waquat 1 khas kisam ka anjana khoof or dar se dochar kartee hai or ghar ka sakone bar bad karte hai or is tarah insan her waquat pareshan rehta hai
ahsa amel bare se bara bora kam karte hai in ka hato se in ka mah baap or na he behan bhai bachta hai
4
ahsa jadogar jis na shokiya toor per chota mota janter sekah rakhe ho or in ka tahat chota mota jin kabo main ho or in jin ka zarya logo ka rizq ko band te hai orate or marad ko banj karte hai nikah band karte hai or rokawat dalte hai or bohat nooksan pouchata hai
5
ake is tarah ka jadogar hota hai jo jinnat wa shayateen ki takseer karte hai yeah asan amal hai jiss ka tahat jinnato ka baadshah assan sharayat per in ka kabo ah jata hai or phir yeah apni marze ka kam karvate hai un jinnatowa shayateen se in main hanoman , kali mata , bahyaro , lona chamare , or mooktaleef davi deota ka amal kiya jata hai or in se mooktaleef kam liya jata hai
6
sab se bare jadogar kaldani jado ka mahir hota hai ahsa jadogar pore dunia main bohat he mushkel se milta hai bare jadogar akser in se bare bare kam jado se leta hai jis se insaniyat ko intahahe sharam nak halat se gozarna perta hai or ahse insan her waquat bezar or moot ka talabgar rehta hai in main se akser ka dava yeah hota hai ka jis tarah sanp ka dasa bach nahi sakta is tarah in ka dasa howa be nahi bacha sakta ager in ka kiya howa amal ka kisi allah ka kamel ya dorwesh se toor na karaya jahe to insan ba mushkel he in ka jado se bach sakta hai ager yeah jadogar kisi ka picha per jahe to acha bala insan ki pore zeendage tabah wa barbad kar deta hai
7 ake ahsa jadogar hota hai jo chorail/dayan ki takseer karte hai chorail ko kabo karna sab se mushkel hai .jab yeah ate hai to apni bohat se najahis or haram bateen manwa kar he kabo atee hai is ka liya ahse jadogar ko kahe masoom bacho ka katel kar ka in ka khone , dil or kaleja is ka hawala karna hota hai or 1 bar kabo hona ka baad be yeah apni is ki matloba qurbani pash na ki jahe to yeah jadogar ka kam karna per raze nahi hotee is ki sorate wa shakel intahahe bayanak lamba lamba bal jo her waquat is ka mu per pare rehta hai or lamba lamba nakhone or is ka paho ulti taraf hote hai akser log is ko pichal payre kehta hai
8) ake jadogar is tarah ka hota hai jo parindo ya kohi be janver jino ki taraf se batahe gahe khas shakel wa sorate ka motabik mang wata hai or is ka range am toor per seya hota hai kio ka jin seya range ko dosare rango per fokiyat deta hai phir wo ise bismillah pare begar zebah kardeta hai or is ka khone mareez ka jisam per malta hai or phir is ko kandaraat ya kowa ya gayar abad jaga per pack deta hai choka jin ka ghar gayer abad jagaho per hota hai jab yeah packta hai to begar bismillah per kar packta hai or apna ghar chala jata hai or phir shirkiya taveez likh kar jino ko ahkam jare kardeta hai
9
yeah tareka jadogaro main intahe gatiya tareka hai or yeah bohat mashoor hai or is ka ahkam per amal karna wala shatano ka ake bohat bara gero is ki madat karta hai jadogaro per allah ki dero lanate ho quran majid allah mafe farmahe ko juta bana kar apna kaadmo main pehan leta hai phir batel khala main ja kar kufreya mantaro ko perta hai or phir bahar ahkar apna kamre main beth jata hai or jino ko ahkam jare karta hai chona cha jin bohat jaldy is ki farma bardare karte hai or is ka hukum ko foron baja late hai kio ka yeah kam kar ka jadogar kafir ban choka hota hai is liya shaytan ka bhai kafir hai or bala shaytan kafir ki q na madat kareen
10
ake is tarah ka jadogar hote hai jo quran majid ki kohi sorate ko has ka khone ya kisi or napak cheez se likhta hai or phir shirkiya manter perta hai or phir is tarh jino ko apni ferma bardare ka liya hazer kar leta hai or jo chata hai is ka inhe hukum deta hai
11
ake is tarah ka jadogar hota hai jo quran shareef ki sorato ka ulta hurf bana kar likhta hai or phir shirkiya taveez kar ka jino ko hazeer karte hai or phir in se mon passan kam leta hai
12
jadogar setaro ka nazrate main jado karte hai jadogar ake khas setare ka tolo hona ka intazar karte hai aur jab tolo ho jata hai tu phir is ka mook tab hota hai phir jado wala warid parta hai jin main kufria shirt mojood hota hai phir chand ahse her katee karta hai ka is ka khail ka motabik in herkatu se is setare ki barkaat is per nazil hote hai halak ka wo dar asal is setare ki puja kar raha hota hai jab wo gayer allah ki puja karta hai to shaytan is ka kam k liya labak kehta hai or jadogar yeah samjhta hai ka is setare na mare madat ki hai halak ka setare ko tu is ki kisi herkaat ka elim he nahi hota
13
jadogar wo hota hai jo ghu khata hai or pishab peta hai taka us ka janter manter kam kareen or herwaqut napak rehta hai or kufreya kam karta hai is tarah ka jadogar palide jado karna ka mahir hota hai ager kohi acha bala shaks amal kar raha ho apni tareka wegara ka liya ya or kisi waja se to yeah us per palide amal kar deta hai is tarah ka jadogar logo per palide amal kardeta hai or logo ko apna is ganda jado se napak kar deta hai phir ager log quran se jado kaat na be chaha to jado nahi kaat ta q k quran paki main kam karta hai quran her gez napaki main kam nahi karta ager kohi shaks napk ho or wo yeah chahe ka wo quran ki kisi sorate se faida utha la to her gez quran ki sorate us ko faida nahi deen gee is waja se logo na yeah baat bohat amm karde hai ka jado quran se nahi kaat ta asal main logo ka asal waja maloom he nahi hai ka quran kio ahsa logo per kam nahi karta or ahsa logo per se q jado nahi kaat ta or be bohat tarha ka jadogaro ki kisam hai .jadogar is tarah ka kam chup chup ka karta hai is liya logo ko or dunia ka in ka bare main theek tarha se pata nahi hai mujha jitna pata tha so mana likh deya



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com










Share/Save/Bookmark

Comments (24)

Assalm alay kum.
hajrat ji me bahut paresan hun mer ghar pare kise jinnato ka saya bataya hai me lagatar ten 3 sal se paresan hon rahan hun mene kai amilo ko dhikay kai bar ilaj karaya lakin kuch bhi nahi hua hajrat ji mene is me kaye paise bhi khrch kar diya hai hajrat ji pahle me bahar rahta tah wahn par kafi thik thak kam chal raha tha me wahn kareban 18 sal se rahe raha tha lakin ek bar me 2006ke andar jab chut tiyo par aaya to air port par mere jaib kat gai lakin mene sabar kar liya ke wapas chal kar kam lenge jab me chutti beta kar waps gaya tabhi se mujhe wahn par paresane suru ho gai thi us ke kariban 4 mahine badh hi mere bade ladke (boy)
ki tabiyat kahrab ho gai kai doktaro ko dhikaya lakin kuch bhi aser nahi hun jab kise amil ko dhikay to unhone bataya ki is par to jadu kiya gaya hai phir us ka ilaj karay to woh thik ho gaya lakin mera yahn par jahgda ho gaya jis karn se mujhe 3 mahine tak saudi jail me rahna pada us kai bad se aaj tak me kahfi paresan hun or abhi tak bhi mere or mere ladke ka kam dahndah nahi chlta hi wo kahi bhi jata hai to us ka kam nahi hota hai ruk jata hai
or hamare gahr me jinnat bhi rahte hai
hajrat ji kuch esa wazifa batadijiye ki hamari sare muskile hal ho jan me aap ka bada aisand mand rahun ga

AOA

Sir

Mer Name WAQAS

mujh pay kisi nay sex ka jado kerwaya ha or jin jo hai wo maray under ke insan say batien bhi kertay ahin

or jadoger bar bar sex ke jino ko bajta ha jo mujay tang or aisa lagta ke jitni bhi nishnian ha kalay jado

ki wo muj main hai Pleaz is ka ilaj batieye or ye bateye muj pay kala jado kab ka kia ha

when I sleep , then I feel that one churail muray bistar per ghoomti hai, dafa he nae ho rahi

raat ko ayat-ul-kursi be per kay soota hun , shuru shuru main to theek tha, but ab us ko kuch be asar he nae hota ?

nae he surae falaq or naas say darti hai ?


--surae fateha
--surae bakara ki ibtedae and last ayat
--surat muzamal

--and yassen perta hun wo bhagti nae hai !

or jab main sota hun to mera dam be ghuta hai !

AB KYA KARUN ?

Regards,


Shahid

sir,

me apse ek madad chahta hu, kirpya meri madad jarur karna
mujhe kal raat ek sapna aya ki koi buri cheej mere ghar me a
rahi h par mene darwaja band kar diya, or uske bad mere nind
khul gayi or mere body me sansanahat hui , phir me sone laga
par body me sansanahat badti gay or mere body ke rogante khade
ho gaye aisa 1 ghante me kayi bar hua mere
ghar me sab parehsan the, please mujhe bataye ye mujhe kya hua
tha or iska kya ilaj h, mere sath bachpan me bhi aisa ho chuka h
plese help me.

Asalam o laikum sir
apka blog parha jinnat ke bare mein or muje bohat pasand or shok se parta hun apka blog.
Sir... muje ye janna ta k ager koi jinnat ka victam reh chuka ho jese mein khud jinnat ka victam rhe chuka hun
muje pe be jin ta jo raat sone nai deta ta jese he neend ati tu hath ya payr hil jate ya jese koi hila deta mein bohat pareshan ta isse q k mein so nai pata ta phir ek alim ne muje dekte hi mere bhai se kaha k is pe jin hai or muje wazu karne ko kaha wazu kar k unno ne hazirat ka amal kia muje pe or tawiz di uske bad phir rat sote waqt tang nai kia muje us jin ne....
mera sawal ye hai sir k koi aisa amal hai jisse mein kar k us jin se bat kar sakun jo mujh pe ta plz sir ager koi amal hai tu btaye mein karna chahta hun...
plz sir zaroor jawab di jiye ga w.salam

Assalam o alikum!

aap ne jo kalay jadu ki alamat btai hain ,un me se ziyada tar meri walda k saath hain,pairon or jism me dard rehta ha,suiyan chubhti hain,kery dasty hain bazo me, esa lagta ha jese pury jism me zehar phel gaya ho,pairon k talway musalsal jalte rehte hain or chaly par jate hain.,jism bhi garam rehta haseeny se bhi kch nikalta hua mehsos hota ha.pait me bhi dard rehta ha..

ankhon me jinnat,kaly kaly sanp nazar aty hain,mukhtalif rang ki roshniyan nazar ati hain,nend bilkul nai ati,ibbadat zyada karti hain ya wazaif parhti hain to takleef or brhti ha,kali si cheez mustakil ankhon k samny parvaz krti rehti ha,yaddasht bhi bht kmzor hoti jarai ha. ghbrahat, or dar khoof b bht ha.behan ka rishta aye to tbyet bigar jati ha. ghar se paise bhi ghyb hjate hain.5 saal pehlay abaya bhi ghyb hogaya tha meri walda ka .walda namaz ki bhi paband hain

buhat jaga se ilaj karwaya ha mgr koi faida nai hota wo kehte hain isk tor k lye buhat power wala amel chahye.

Sir mere sath aik problam hai me kahin bhi kisi serious jaga jata hun yaa koi serious kam karny lagta hun yaa kisi k samne beth'ta hun tou mjhe shetani hansi ati hai me boht kabo karta hun magar hansna shura kardeta hun jis k waja se mjhe mjhe boht dant parhti hai please mjhe is k liye koi dua batao.

Im Ahmed

hi..

mujpe 1 dayan ne ulti maya vidhya se,,,kuch kiya he to mera dimag sab
kuch fir gaya he..muje kuch samj nhi aata...]]

plz aap muje btaiye..ke ye sab kese me nast karu...matlab inse kese
6utkara ppau?? plz tell me

Asalam wallikum
Bie ma Buhat parashan hoo aur Buhat Muskil na hoo. Masala ya ha ka ma na austrialia ma shadi kee ha aur Mari wife Australian ha aur wo musalman be ho chokee ha. Abb wo mugh sa juda ho kuch Aik mahina say aur mugh sa kahtee ha ka ma Tum sa peyar nahi kartee aur Maray Aik betey has 8 mah kee. Us koo Aik aurat na kha at ka Tum per kesee na Jin keya ha ka Tum apnay suhar sa juda ho jioo. Keya app plz marry madad karan gaa. Allah app koo jazia kher daa Ameen. Ya mugh Ko apna number email kerdaa taka ma app sa baat ker sakoo

Aslam o Alaykum
Pls help me . mamala ye ha k mari bati ha oss ki 11 sall age ha os ko jin chimar gay hain bohat saray logun say dm karway hain jin niklway hain par woo phere a jatay hain pls ap koi hall batooo or koi assa tavz mojay send karo jo bachi k galay main ho or koi chiz matlb jin boot pass na aye pls help.

main gojra city say hun punjab pakistan

sir plz help me buhat maslla hai jinnat tang karttay hain kallay illam ke wajja say buhat parayshan hain aab tak 35 lekh ka buqssan ho gia hai maire madad kren gay buhat qarzza hai muj par yatem bhe hon 2 sal ke maire beti hai jedar jatta hon nakkami mil rahi hai mujay or bivi ko sub koch nazzar atta hai maira name hai abid shahzad hai lahore say

Asalamualikum
Mera name Tahir hy
Meri ak dost ky upar jinn upar agya hy phaly ilaj kraya ak hafta theek hoi phr sy agya .wo behosh ho jati hy .saansy tham jati han..
Ak molvi ny onhen kahta hy itny pasy do jin jala dy gen...wgra wgra....wo itny pasy adda ni kr skty...plz ap koi asan trika batain ...os ky theek hony ka ..plz plz ap jaldi sy reply kren.mn intazar kr rha hn plz

Assala mu alaikum

ji mai na aap ki website phadi, , mai yea jan na chahatehoon ke agar kisi ko jinnath parashan kar rahe ho aur us jinn say us insan ki jan ko khatra ho tho, us jinn say hamesha ke liya bachna ke liya kya karna chahiya. waitig for ur reply

ASLAM U ALIAKUM SIR EK BHOOTNI HAI JO MERE DOST KE ANDAR ATTI HAI .....MERA DOST JO BILKUL MUJHSE DUR NAHI JATA THA MERE KHAYAL RAKHTA THA SUB GHALAT BOLTE THE KE YE EK LARKI HE ESA KUCH ACHANAK SE MUJHE PATA CHALA KE USKE ANDER KOI CHEEZ ATI HAI USNE MUJHSE BAT BI KI .....WO MUJHSE BUHT PYAAR KARTI HAI ESA KUCH KEH RAHI THI ......AUR THORE ARSE BAD MERI SHADI KI BAT CHALI USSI DIN SE MERI TABIYET KHARB HONE LAGI EK DABAO FEEL HUA DEPRESSION KA MAREZZ HO GAYA MEIN KUCH ABTEN JO BE BUNIYADI HEIN LEKIN MUJHE DPERESSION HO GAYA HAI SIR MUJHE SAMJH NAHI ATA MEIN SHADI SE NAFRAT KARNE LAGA HU MEIN KISI LARKI PE BHAROSA NAHI KAR PA RAHA HU BUHT BURI HALAT HO GAYI HAI MERI SIR MEIN JEE NAHI PA RAHA HU MERI ROOH KO SUKUN NAHI HAI DIN RAT KISI NA KISI TAKLEEF MEIN HOTA HU BALKE MERA DIMAGH SUKUN ME NAHI HOTA SIR MADAD KAREN .....PLZ SIR ALLAH HAFIZ

Meri family par kisi ne kala jadu kar rakha hua hai Ghar main koi na koi aatma hai Maine kai bar mehsus kea hai last yr meri sis ki death hui thi wo bhi normal thi koi bimari nai achanak se death Ho gai thi. Aur pata lag jata hai kisi na kisi se k najar lagi thi. Ab mere Ghar main sukh shanti nai hai Aur faltu ka kharcha Ho raha hai. Humare pass itna Paisa nai hai Jo logo ko Dikh raha hai aur log Hume barbad krne par lage hue hai.
Aisa Ho sakta hai k uska pata chal jae Jisne kala jadu kia hua hai humare Ghar par. Pls reply me

As salam o alekum
janab e Aala meri sister k oper jinnat hen
ap kuch help kar saktey hen?

AMEL Sahab

Me jin se Dosti karna chahta ho koi asan sa tariq bataye

Assalam walaikum,

Aap ne apne blod me likha hai k jinn ko haasil karne ke liye mangal, budh aur jumeraat ko roze rakhe. Par is dauraan jalali aur jamali ka matlab mujhse nahi samjha. Aur mujhe ye b janna hai k mangal aur budh ko kis waqt amal kare. Aaaj maine roza rakh liya hai toh aap jald se jald reply kare.

Assalamo alikum.........
Hazrat mera nam shirin hai mujh pr ek jali hui aurat ka saya hai usne mujhe bahut pareshan kar rkha hai .wo napaak ruh h ya jinn mujhe pta nhi hai.me use khatam krna chahti hu .jo aapne jadu k tor ka elaj apke block me de rkha h kya me wo elaj kr skti hu. Jisme apne jinn ko khtam krne ka tariqa likha hai kya wo me kr skti hu mujhe apki ijazat chahiye.

Assalam o Alaikum! ap sy aik sawal puchna hai k kya jinnat js insan k qabo mai hon us k kehny par cheezen jaisy k Gold Money wagera chorua skty hai....

kya nazar bund kr dyna b jinnat ki waja sy hota hai i mean k koe insan dusry insan ki nazar bund kr dy

kindly reply

Allah pak ap ko khush rakhy ameen

AOA,

Sir ap ki site internet pe dekha. meri chhoti bhanji he .us pe jin hen ya kisi ne kiay hen. us ki halat buri ho jati he. aik hindu he us se dum krwatay hen to thek ho jati he. please agar ap kuch kr sken to....


a slam walekum
humare ghar mai bohat time se kuch arkat horai
hai please his ka ale batain

Nice

Aslam-0-Alikum maray piyaray bahan bhaio ALLAH aap sabh ko salamat rakhay man na sabh ka comments parhay han mara name Tahir ha man aap ko is ka ak sabh sa bahtree hall batata hon man in sa larta hon or shahid man in ka ya yah maray sabh sa baray dushman han man aap ko ak aisa tareeqa batata hon ka koi aap ka kutch nahi kar sakta ap 5 wakat namaz parheeen or tahujat bi parheen lakeen tahajut ki namaz parnay ka baad fajar ki namaz sa pahlay 100 baar Ayt-e-kareema parheeen bohat araam or sakoon ka sath ahisa ahisa jaisay aap ko ALLAH ko raazi kar rahay hon or namaz bi araam sa sakoon sa lutf lay kar pareeen 40 din aap ayt-e-kareema parheen aap ko khuwab man agahi ho gi or fajar ki namaz ka baad 33 baar Ya Qabizo parheen or isha ki namaz ka baad 33 dafa ya Qabizo parheen or sara din man ALLAH Husamad ka vird kareen in sha allah aap ko kisi amil ya kisi murshid ki zaroorat nahi paray gi or yaad rakheen aap Insaaan han or insaaan sabh makhlookat sa afzal ha kabhi ya na socheen ka shietan bohat takatwar ha ya aap ko nuksaan deta ha balkay ya socheen ka ALLAH sabh sa bara ha takatwar ha or aap ALLAH ki maddad sa is ko hara deen gay or please apni namaz ka baad dua man mahnat kareen ALLAH aap sabh ki maddad farmaye or please mayoos na hon kiyon ka mayoosi gunah ha or iblees ka matlab ha mayoos kun so please iblees na banay or kisi information ka leya mujhay phone karleen 00923330650517

Popular Posts