Wednesday, January 1, 2020

Ake ankh walay sifli mokel ko Quran pak se dafa karna

As salamu allaiqum

is jinn ka bare main pehla bata deta ho ka is ki khasiyat kya ha . yeah aur dosare jinnato se bohat mukhtaleef ha

yeah bohat he kabil ha

yeah alim jinnat jadugaro main se ha

sakhat se sakhat kisam ka jadu tona karn amain mahir ha

or bakaheda jab jadugar museebaat main atah ha to jadugaro ka bolana per atah ha or unki madad karta ha or unko ilm sekhata ha or tor batata ha amliyat ka

is ko her kohi nahi bola sakta sirf wo jadugar bola sakta ha jo is se madad lena janta ho

yeah bar bar atah be nahi ha yeah kabe kabe atah ah bus . is jinn se bohat he kam jadugar log madad layta ha q k unka bus ki baat nahi ha .

is jinnat ka shomar sifli mokelat main se ha 

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 


dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

No comments:

Popular Posts