Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com



hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha



buraq ko quran pak se bagana

Posted by Amel soname | Posted in | Posted on 2:27 PM

0



As salamu allaiqum

buraq jinn shatano ki ake kisam main se ha yeah jinn ahsa hota ha ka ada insan or ada ghora beh intaha taquatver hota ha yeah yeah jinnat ka badshah ka sawar hote ha mana yeah buraq 70000 mare tha jab mana jang ki thi jadogar se to us ka badshah na apna buraq beja tha hum se larna ka liya yeah buraq jinnato ka badshah he bejhta ha or zada tar yeah ushe waquat ate ha jab kohi Aamil jadogar ka jinn mar raha ho taveezo se ya mokilat se to yeah cheeze be fight karna ah jate ha bazz okat agar jadogar khod se jinno ka badshah se darkhowast kar ka madat ka liya talab kareen to badshah kuch buraq de deta ha jadogar ki khidmat ka liya verna yeah buraq bohat he kam logo ko tang karte ha or bohat he kam logo ko zahir hote ha .
yeah buraq bakaheda jang karna ate ha is liya in ka mokabla karna itna assan nahi hota laken agar mokabla agar kiya jahe to thore bohat bachat ho jate ha laken behtar yahe ha ka ahsa cases main bare Aamil se madat la li jahe q k yeah bohat taquatver hote ha or nahi bazz ate

alamat yeah ha

1 yeah buraq ghar main nazar ate ha ahsa lagta ha jesa kohi ghora jis ka dar insan ka laga ho wo kara how aha phir ake dam gayab ho jata ha yeah rasta main be nazar ate ha

2 sir main darad or tabiyat kharab

3 chakar ana

4 jisam main darad hona

5 pora jisam bhare hona

amal yeah ha

1 surah ambiya fajir ki namaz ka baad ake dafa pareen

2 surah saffat zohar ki namaz ka baad 1 dafa pareen

3 surah taha asar ki namaz ka baad 1 dafa pareen

4 surah yaseen magrib ki namaz ka bad pareen

5 surah rehman isha ki namaz ka baad pareen

yeah amal victum us waquat tak karte rahe jab tak buraq picha na chorde q k buraq se picha chorana itna assan nahi ha is liya yeah kam bar bar karte rahe taka buraq victum per hawi na ho



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com










Share/Save/Bookmark

Comments (0)

Popular Posts